Wednesday, March 7, 2012

Face Expressions of An Egg



Main Khush Hu'n, Mere Aansuyo'n Pe Na Jaana
Main To Deewana.. Deewana.. Deewana..
Aankh Bhi Khuli Na Thi, Ke Haaye Dhoop Dhal Gayi
Paanyo Jab Talak Uthe, Ke Zindagi Fisal Gayi
Hanste-Hanste Rona Seekho.. Rote-Rote Hansna
Jitni Chaabi Bhari Raam Ne, Utna Chale Khilauna
He Raam Ji Duhaayi, Sarupnakha Aayi
Apne Lakshman Ko Sambhaalo, Meri Maa Mujhe Bachaa Lo
Shukar Karo Ke Pade Nahi'n Hain, Abhi Meri Maa Ke Dande
Do Hi Haath Mein Ho Jaate, Armaan Tumhaare Thande
Gore-Gore Tan Par Kisne, Ye Saus Hai Daala
Maar Daala - Maar Daala


 Ek Kaan Pakda To, Baat Aisi Ho Gayi
Ek Aankh Band, Light Dono Ki Kho Gayi
Akele Hum - Akele Tum
Jo Hum-Tum Sang Hain To, Fir Kayaa Hai Gham
Aye Khuda Har Faisla, Tera Mujhe Manzoor Hai
Saamne Tere, Tera Banda Kitna  Mazboor Hai !
Ye Zindagi Ke Mele, Duniya Main Kam Na Honge
Afsos Hum Na Honge
Hum Se Kya Bhool Huyi Jo Ye Sazaa, Hum Ko Mili
Ab To Chaaro Hi Taraf Band Hai, Duniya Ki Gali
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Humaare Dil Mein Hai
Dekhna Hai Zor Kitna Baaju-e-Qaatil Mein Hai
 
Taqdeer Ke Kalam Se, Koi Bach Na Paayega
Peshaani Pe Jo Likha Hai, Wo Pesh Aayega
Jaise To Taisa Mila, Badaa Mazaa Aaya
Maaru'n Ke Chhodu'n, Ke Teri Taang Todu'n, Bataa Teri Marzi Hai Kya
 Hanste-Gaate Jahaa'n Se Guzar
Duniya Ki Tu Parwaah Na Kar
 
Do Hanso'n Ka Joda, Bichhad Gayaa Re
Zulm Bhayo Raama, Ghazab Bhayo Re
Khilauna Jaan Kar Tum To Mera Dil Tod Jaate Ho
Mujhe Is Haal Mein Kis Ke Sahaare Chhod Jaate Ho
Bhaag DK Boss.. Bhaag - Bhaag - Bhaag..
Hum Wafaa Kar Ke Bhi Be-Wafaa Ho Gaye
Dil Ke Armaa'n, Aansuyo'n Mein Bah Gaye

No comments:

Post a Comment